Banarasiya




Haa... 

oi oi oi oi Banarasiya

Haai Banarasiya
Aa... 

Banarasiya haai Bana rasiya


Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya... haai Bana rasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya... haai Bana rasiya

Haa.. haa. haa..
Haai Bana Rasiya
Haai Banarasiya
Aa... 

Bana Rasiya

Chaal chalaaki, har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar-naari
Chaal chalaaki har hoshiyari jaanat
Yun to sab nar-naari
Mann ke par bhole bhandari
Mann ke par bhole bhandari

Ghaat kinare umar kuzaari
Ghaat Banarasiya...
Haai ghaat Banarasiya
Ghaat Banarasiya...

Taatoon mein taat Banarasiya
Hai hai taat Banarasiya
Taatoon mein taat Banarasiya
Taatoon mein taat Banarasiya
Taat Banarasiya
Ha ha ha taat Banarasiya

Rang mein bhang bhang mein rang
Aa
Sang mein rang rang mein sang

Turat-purat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apni aave
Turat-purat mein sab kar jaavein
Aayi pe jo apni aave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Gaal mein jab ye paan dabaave
Teen taal mein chalte jaave
Baat Banarasiya..
Haai baat Banarasiya
Baat Banarasiya aa...


Taatoon mein taat Banarasiya
Hai hai taat Banarasiya
Taatoon mein taat Banarasiya

Hai hai taat Banarasiya
Taat Banarasiya
Hai hai taat Banarasiya

Rang mein bhang yaa bhang mein rang
Banarasiya.. haai Bana Rasiya
Sang mein jung yaa jung mein sang
Banarasiya.. haai Bana Rasiya
Banarasiya.. haai Bana Rasiya
Banarasiya.. haai Bana Rasiya